Me & Me - King

Letra de Me & Me - King

INFORMACIÓN DEL SENCILLO:

​"Me & Me"​ es una canción interpretada por ​King, publicada en el álbum Champagne Talk. 

Fecha de lanzamiento: 2 de octubre del año 2022. 

Traducción Español

Letra Me & Me - King

Ajj me karunga tujhse hi baat
Ajj mujhe likh har vo jawab
Kyu is darr se tu pehenta naqab
Kahi tujhse maang le na koi hisaab
Kyu jeeta Arpann itna tu darrke?
Kyu har roz raat nikle tu ghar se
Safdurjung station pe jaake
Amar karta hai use roz khud roz marke
(Aye) kisi ne pucha tere bare me
Kyu tu rakhta sabar jese taare me
Kyu jhutha haske tu baat karta hai
Inhe lagta hai tu hi to jiya hai nazare me
No one gives a fuck tere baare me
Tujhe kehte love you dekh bahane dekh
Mahine me chaar baar rehta tha broke
Vo bhi tera sath chhod gayi - kher jaane de!

Main dooba dooba mere hi khayalo mein
Main khoya khoya mere hi sawalo mein
Na dhoondho mujhe apne jawabo mein
Kaha main chala mujhe kya pata

Main dooba dooba mere hi khayalo mein
Main khoya khoya mere hi sawalo mein
Na dhoondho mujhe apne jawabo mein
Kaha main chala mujhe kya pata

Mujhe lagta hai sahi nai
Lage yaha mera koi nai
Teri yaad bhi aati hai
Par chhodo chalo koi ni

Mujhe lagta hai sahi nai
Lage yaha mera koi nai
Teri yaad bhi aati hai
Par chhodo chalo koi ni

Yaha dekh thoda King se tu seekh
Kam zada nai sab rakhu thik
Dekh bahar duniya jhakk mara ri hai
Mera ac full pe or leta aankhe meech
Log kehte muje zara ni tammez
White color party meri kaali kameez
Paida hua taqdeer leke
Jispe bhi hath rakhdu vo banjaye meri cheez
Daalu story saale dekhe har cheez
Dekhe aish meri ye jalan ke mareez
Last night kari party like a freak
Aaj Champagne Talk release
Mujhe ghanta farak nahi padhta kisi ke aane se jaane se
Me sun lunga tera rona dhona bhi
Agar miljaye fursat gaane banane se

Main dooba dooba mere hi khayalo mein
Main khoya khoya mere hi sawalo mein
Na dhoondho mujhe apne jawabo mein
Kaha main chala mujhe kya pata

Main dooba dooba mere hi khayalo mein
Main khoya khoya mere hi sawalo mein
Na dhoondho mujhe apne jawabo mein
Kaha main chala mujhe kya pata

Mujhe lagta hai sahi nai
Lage yaha mera koi nai
Teri yaad bhi aati hai
Par chhodo chalo koi ni

Mujhe lagta hai sahi nai
Lage yaha mera koi nai
Teri yaad bhi aati hai
Par chhodo chalo koi ni

Gadi chale meri diggi kare bum bum
Gaane sun vo pajebe kare chham chham
Haske bulaye kehti aake mil hum dum
Main karu wait tera saanse meri num num
Mere jesa bann
Bhai muje dekh mere jesa bann
Muje koi ghanta farak nahi feeling se
Tujhe na hara sake koi bhai itna keda bann
Kar keda fun
Thoda rakh tu ghamand
Tora rakh top pe
Tu rakh na shikand
Baatein kar sach sali
Hone de chubann
Ghutno pe ger sale jinme ghamand (Aaha)
New Life aane de
Sabko full power bajane de
Or lagne de sabko pata
Ye arpann ne kara tha shuru
King ne khatam

Main dooba dooba mere hi khayalo mein
Main khoya khoya mere hi sawalo mein
Na dhoondho mujhe apne jawabo mein
Kaha main chala mujhe kya pata

Main dooba dooba mere hi khayalo mein
Main khoya khoya mere hi sawalo mein
Na dhoondho mujhe apne jawabo mein
Kaha main chala mujhe kya pata

Khubsoorati rakho tum aisi chizein mere kaam ki nahi (Ohooo)
Main bas ginta hun note meri jaan kya tu jaanti nahi? (Ohooo)
Calificar Canción
Sé el primero en votar

¿Quién escribió "ME & ME" de King?

King

¿Quién produjo "ME & ME" de King?

NDS, Section 8

¿Cuándo salió "ME & ME" de King?

2 de octubre del año 2022

Top 5 canciones de King

Estas son algunas de las canciones más escuchadas de King. Si te gustó "Me & Me", también puedes leer sus letras, conocer sus colaboraciones y explorar su discografía completa en QLETRAS.COM.

HEART
ハートの矢印の行方誰にも… 追いつけない聴こえる heartbeat 走り出すストーリーCupid, tell me how to love and kiss?(Whereabouts of love)今日もキミに(Whereabouts of love)会えますようにひらり 身に纏うプライド颯爽と踵鳴らす main street通り雨のハプニングNobody knows tomorrow未来ってわからない愛し方も...
Maan Meri Jaan
Main teri aankho mein udaasi kabhi dekh sakda naiTujhe khush main rakhunga soneyaMain tere hotho pe khamoshi kabhi dekh sakda naiSari baatein main sununga soneyaTere dil se na, kabhi khelungaSaare raaz apne, mai...
Champagne Talk
Pretty babe (Pretty babe)Ain’t no lie (Ain't no lie)Mera baithe baithe dil liye jaaye (Liye jaaye)Hasdi jaddo mennu badi soni lagdiI’m in love (I'm in love)I’m so high (I'm so high)Teri aankhon ka nasha ye chadd...
Dejalo
Hum kya hi dhoondhengeTumse milne ke bahaaneBas yaad rakhnaHum hain tere deewaneTu fir mere sapno mein aayi thiMera mood ni tha tune hi pilaayi thiTujhe pyaar karna koi mazak naiKitno ki aankhon ke neeche se tu...
Theater
月火から水木にお疲れ everybody clap your hands待ち侘びた金土日さ come and bring all your friends世間は work, work 目線は don't stop心も体もボロボロです頑張り屋な日本人に everybody clap your handsやるせない朝にうんざりしちゃって何も変わんない routine 染み込んだ癖ミステイクまた自分のせいに...
King foto

King

22 visitas
0 Favoritos
Favorito
Mi lista

Comentarios

Inicia sesión para comentar

Todavía no hay comentarios. ¡Sé el primero!

Lee la letra completa de Me & Me interpretada por King. Descubre el video musical, la información del sencillo y explora más letras, álbumes y colaboraciones del artista en QLETRAS.COM.

Entra a tu cuenta
Inicia sesión o crea tu cuenta para enviar letras y guardar tus favoritas
o con tu correo
¿Todavía no tienes cuenta? Créala aquí
Recuperar contraseña
Escribe tu correo y te enviaremos un enlace para crear una nueva contraseña
¿Ya lo recordaste? Inicia sesión
Crea tu cuenta
Únete para enviar letras y guardar tus canciones favoritas
¿Ya tienes cuenta? Inicia sesión