Broken Dreams - King

Letra de Broken Dreams - King

INFORMACIÓN DEL SENCILLO:

​"Broken Dreams"​ es una canción interpretada por ​King, publicada en el álbum Champagne Talk. 

Fecha de lanzamiento: 2 de octubre del año 2022. 

Traducción Español

Letra Broken Dreams - King

Sapne tute hain tabhi sapne bane hain
Sapne jiye hain kyuki sapne bade hain
Koi nahi ger tabhi apne khade hain
Aaj khud ke liye hi hum khud se lade hain
Ab peeche nahi hat sakte
Hum dil ke saaf lamba ber nahi rakh sakte
Bas mujhe ber mere apne ateet se hum theek se bhi baat jis ke baare mein ni kar sakte

Mujhse na pucho kaisa kal tha
Main aaj main rehke hi dil ko karta halka
Main paas mein rehke bhi door kaafiyon se chalta
Main dil ki kehdeta taaki ghum rahe jalta
Maa kehti zindagi ka saath hai
Ghum aur khushi ki saali saazishen napaak hain
Tu kaam kar kyuki tere sar pe inaam hai
Ye taaj kya hi khaas iske tattoo bade aam
Hain (Haha)
Vaise baat to sahi hai
Jo baat ka nahi vo apne baap ka nahi hai
Jo darr ke jiye vo mere saath ka nahi hai
Ye Raja kisi dharm ya kisi jaat ka nahi hai
Tabhi baant’ta nahi hai
Kisi bhi baat ko
Main apno ke liye khada milun aadhi raat ko
Main jaagta hun taaki ghar wale mere chain se soke uthe aur kabhi na failana pade haath ko
Bas saath do
Baaki main dekh lunga
Sapno ki chadar apne haathon me lapet lunga
Aur kheech ke karunga itni badi agle 2 saal mein ek show ka sabsa mota rate lunga
Bluprint knows how to deal
Badboy sath aur main changa karaan feel
Jab stage pe chadu to hoti flash lights on
Kingsclan janta hai how to make a perfect reel

Sapne tute hain tabhi sapne bane hain
Sapne jiye hain kyuki sapne bade hain
Koi nahi ger tabhi apne khade hain
Aaj khud ke liye hi hum khud se lade hain
Ab peeche nahi hat sakte
Hum dil ke saaf lamba ber nahi rakh sakte
Bas mujhe ber mere apne ateet se hum theek se bhi baat jis ke baare mein ni kar sakte

Muh pe gaali kis baat ki tameez hai
Ye Pyaar hai humara jo bhi humaare azeez hain
Na batao kaise chalti zindagi
Humse baat karne ki bhi lagti fees hai
Sab ease hai
Bas hard ek hi cheez
She knows it pretty well when she get down on her knees
Vo kehti karti pyaar hai but I don't believe her
Jo pehli baar mein ho gaya usme wafa ki kya cheez?
Main nahi dhoondhta
Tu bhi na dhoondha kar
Jinhe bhi milna hoga mil jayenge khud aakar
Sheher hai bada kaafi
Raste na puchha kar
Tune bhi khel hain khele bohto se chhupakar
Shhh!!!
Lemme spend some money
It’s the only thing that’s gonna make me your honey
I’m just a boo!! Now isn’t that funny
Tu jisko janti bhi nahi uski banne chali
Khair!!
Ye sari faltu ki baat hain
Naam aur Nazar ki saali saazishein napaak hain
Main kaam kar rha hun kyuki sir pe inaam hai
Vo pyaar kya hi denge jinki chaahat badi aam hai
Haha
Vaise baat to sahi hai
Jo bujh hi gaya vo saga aag ka nahi hai
Jab aag ka nahi to mere sath ka nahi
Jo sath ka nahi to kisi baat ka nahi hai!
Calificar Canción
Sé el primero en votar

¿Quién escribió "BROKEN DREAMS" de King?

King

¿Quién produjo "BROKEN DREAMS" de King?

AAKASH

¿Cuándo salió "BROKEN DREAMS" de King?

2 de octubre del año 2022

Top 5 canciones de King

Estas son algunas de las canciones más escuchadas de King. Si te gustó "Broken Dreams", también puedes leer sus letras, conocer sus colaboraciones y explorar su discografía completa en QLETRAS.COM.

Me & Me
Ajj me karunga tujhse hi baatAjj mujhe likh har vo jawabKyu is darr se tu pehenta naqabKahi tujhse maang le na koi hisaabKyu jeeta Arpann itna tu darrke?Kyu har roz raat nikle tu ghar seSafdurjung station pe...
HEART
ハートの矢印の行方誰にも… 追いつけない聴こえる heartbeat 走り出すストーリーCupid, tell me how to love and kiss?(Whereabouts of love)今日もキミに(Whereabouts of love)会えますようにひらり 身に纏うプライド颯爽と踵鳴らす main street通り雨のハプニングNobody knows tomorrow未来ってわからない愛し方も...
Dejalo
Hum kya hi dhoondhengeTumse milne ke bahaaneBas yaad rakhnaHum hain tere deewaneTu fir mere sapno mein aayi thiMera mood ni tha tune hi pilaayi thiTujhe pyaar karna koi mazak naiKitno ki aankhon ke neeche se tu...
Maan Meri Jaan
Main teri aankho mein udaasi kabhi dekh sakda naiTujhe khush main rakhunga soneyaMain tere hotho pe khamoshi kabhi dekh sakda naiSari baatein main sununga soneyaTere dil se na, kabhi khelungaSaare raaz apne, mai...
Champagne Talk
Pretty babe (Pretty babe)Ain’t no lie (Ain't no lie)Mera baithe baithe dil liye jaaye (Liye jaaye)Hasdi jaddo mennu badi soni lagdiI’m in love (I'm in love)I’m so high (I'm so high)Teri aankhon ka nasha ye chadd...
King foto

King

19 visitas
0 Favoritos
Favorito
Mi lista

Comentarios

Inicia sesión para comentar

Todavía no hay comentarios. ¡Sé el primero!

Lee la letra completa de Broken Dreams interpretada por King. Descubre el video musical, la información del sencillo y explora más letras, álbumes y colaboraciones del artista en QLETRAS.COM.

Entra a tu cuenta
Inicia sesión o crea tu cuenta para enviar letras y guardar tus favoritas
o con tu correo
¿Todavía no tienes cuenta? Créala aquí
Recuperar contraseña
Escribe tu correo y te enviaremos un enlace para crear una nueva contraseña
¿Ya lo recordaste? Inicia sesión
Crea tu cuenta
Únete para enviar letras y guardar tus canciones favoritas
¿Ya tienes cuenta? Inicia sesión