Aaja Mahi - AUR

Letra de Aaja Mahi - AUR

INFORMACIÓN DEL SENCILLO:

​"Aaja Mahi"​ es una canción interpretada por ​AUR. 

Fecha de lanzamiento: 19 de febrero del año 2024. 

Traducción Español

Letra Aaja Mahi - AUR

Kho jaunga main tum mein
Tum bhi kho jao na
Bas jaunga main
Tum mein meray hojao na

Dekho na aa ke jaana
Kat'ti na raaten jaana
Maana ke mushkil hai par
Bhoolo na waaday jaana
Dil ko samjha ke jaana
Sab kuch na milta jaana
Najanay ham kyun bichrhay
Hum mein toh pyar bhi tha na

Marta hun marta hun main aajaa
Yaad tujhay karta hun main aajaa
Tootay hue dil ka main teray
Chhota sa tukda hun main aajaa
Dil ki baatein hi nahi suni
Ab waadon pay yaqeen nahi
Hamein tu nahi mila kabhi
Hamein sirf tasalli di gayi
Hum se khushiyaan chheen li gayi
Hamein bas udaasi di gayi
Tera intazaar hai sadaa par
Teray aanay ki umeed hi nahi bachi
Aao na dekho tum dobara
Teri yaaden hi bani hain jeenay ka sahara
Tanha baitha aahain bharta hun main
Tu nhi hai paas to ab khud se ladta hun main

Darta hun main darta hun main na ja
Pyar tujhay karta hun main karta hun main na ja
Khud ko bhi kho dunga main agar
Tujhko bhi kho dunga main na ja
Ek hi bar to gaye the tum
Ek hi bar mar gaye the hum
Ek hi bar mein sab chhin gya
Khushiyan door galay lagay gham
Ek hi bar ajao na ab
Ek hi bar dekho na ab tum meri taraf
Ek hi bar mein le jao sab
Toota dil uski yaadein or uski tadap
Gham tum nay dekha kahan hai
Khushiyon sa tera jahan hai
Ham nay dekha ye jahan hai
Par dekha na tum sa jaana

Dekho na aa ke jaana
Kat'ti na raaten jaana
Maana ke mushkil hai par
Bhoolo na waaday jaana
Dil ko samjha ke jaana
Sab kuch na milta jaana
Najanay ham kyun bichrhay
Hum mein toh pyar bhi tha na

Aaja poori karen
Wo daastaan doori bharen
Wo raasta jo jaata tujhko mananay
Kaisay tum jaa rahay
Ham ro rahay ya gaa rahay
Ye baatein teray siwa koi kya janay
Calificar Canción
Sé el primero en votar

¿Quién escribió "AAJA MAHI" de AUR?

AUR

¿Cuándo salió "AAJA MAHI" de AUR?

19 de febrero del año 2024

Top 5 canciones de AUR

Estas son algunas de las canciones más escuchadas de AUR. Si te gustó "Aaja Mahi", también puedes leer sus letras, conocer sus colaboraciones y explorar su discografía completa en QLETRAS.COM.

Tu hai kahan
You belong right in this momentI'm falling fastMy heart, you just stole itDon't bother askingEverything's right with meAs long as you stay with meکہ جب میں حد سے آگے بڑھ گیا تھا عاشقی میںیعنی زندگی کو لے رہا مذاق ہی...
Mindset
Aankhein, aankhein tumhariKeh deti hain ye saariBaatein jo tumne na kahiinRaatein, raatein ye saariLe loonga mein tumhariBhar doon ga khushiyon se ye jahaanTumhari—Shut the fuck up!Bikhre pare launde, mere saamne...
Phool
Aye dill ki galiAb ye veeran ho gayiPar tu hai ab nahiJaane na tu ye nahi?Tunne dill tora pehleMeine phool tora baad meinSaari zindagi guzaar di ehasaas maiTu phool tha mera par na jaane kiske baagh maiAa milo...
Kabhi Kabhi
Kabhi Kabhi tou Mujh ko tootay Khwaab sa lageKabhi parhi nahi ho woh kitaab sa lageBhalay meri yeh zindagi ho jitni bhi buriJo tujhko dekh loon tou phir mujhe kharaab na lageKabhi Kabhi tou Mujh ko tootay Khwab sa...
Kabhi Mein Kabhi Tum
کبھی میں, کبھی تمچلے دونوں سڑکوں پہکہ جیسے تم کھو گئےانجانی راہوں پہکہ جانا مُڑ کے آناکہ جانا مُڑ کے آنا تمہمیں نہ بھول جانا رےکہ جانا مُڑ کے آنا تمہمیں نہ بھول جانا رےبھول نہ جانا, تم ہم کو بھول نہ جانابھول نہ جانا,...
AUR foto

AUR

15 visitas
0 Favoritos
Favorito
Mi lista

Comentarios

Inicia sesión para comentar

Todavía no hay comentarios. ¡Sé el primero!

Lee la letra completa de Aaja Mahi interpretada por AUR. Descubre el video musical, la información del sencillo y explora más letras, álbumes y colaboraciones del artista en QLETRAS.COM.

Entra a tu cuenta
Inicia sesión o crea tu cuenta para enviar letras y guardar tus favoritas
o con tu correo
¿Todavía no tienes cuenta? Créala aquí
Recuperar contraseña
Escribe tu correo y te enviaremos un enlace para crear una nueva contraseña
¿Ya lo recordaste? Inicia sesión
Crea tu cuenta
Únete para enviar letras y guardar tus canciones favoritas
¿Ya tienes cuenta? Inicia sesión